Khudko vyast rakhne ke liye swadhay ke alawa aur kya kiya ja sakta hai?
Kuch bhi ho lekin , apni dincharya mat chorna. Sabhi kaam apne nirdharit samay se karna kyu ki aaj tumhe asamrth mahsoos ho raha to kal ho sakta hai tumhara brahmacharya toot hee jaye.. Lekin agar tum apne dincharya pe date rahe to ho sakta hai tum paar nikal jao. Shree krishna ne kaha hai- -> MaRead more
Kuch bhi ho lekin , apni dincharya mat chorna. Sabhi kaam apne nirdharit samay se karna kyu ki aaj tumhe asamrth mahsoos ho raha to kal ho sakta hai tumhara brahmacharya toot hee jaye..
Lekin agar tum apne dincharya pe date rahe to ho sakta hai tum paar nikal jao.
Shree krishna ne kaha hai-
-> Man ke behkawe mai na , ish man ko apna daas bana le.
Man ko apna daas keval nirantarta(consistency) se hee banaya ja sakta hai..
*Jo niyamit vyayam(samay ka paband banayega) aur pranayam(Man pe kabu pana sikhayega) karenge, unhe ish tarah ke sawal nahi puchne padte.
Dhanyabaad🙏
See less
Aap apne passion ko dhundh payenge is dauraan bahot hi acche tarike se , so apna passion aur apna goal pahchaniye aur pure takat laga kr lag Jaiye usse haasil krne me....aap svayam hi vyastha ho jayenge.... Aur apni bramhacharya ki shkti se khud kuch bada haasil kriye aur logo ke bhi jivan me prakasRead more
Aap apne passion ko dhundh payenge is dauraan bahot hi acche tarike se , so apna passion aur apna goal pahchaniye aur pure takat laga kr lag Jaiye usse haasil krne me….aap svayam hi vyastha ho jayenge….
Aur apni bramhacharya ki shkti se khud kuch bada haasil kriye aur logo ke bhi jivan me prakasshvaan baniye
Dhanyawad 🙏🙏🙏
See less