कभी-कभी ब्रह्मचर्य के रास्ते पर चलने में असमर्थता महसूस होती है, तो ऐसे समय में क्या करना चाहिए?
कभी-कभी ब्रह्मचर्य के रास्ते पर चलने में असमर्थता महसूस होती है, तो ऐसे समय में क्या करना चाहिए?
Share
Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link and will create a new password via email.
Please briefly explain why you feel this question should be reported.
Please briefly explain why you feel this answer should be reported.
Please briefly explain why you feel this user should be reported.
Kuch bhi ho lekin , apni dincharya mat chorna. Sabhi kaam apne nirdharit samay se karna kyu ki aaj tumhe asamrth mahsoos ho raha to kal ho sakta hai tumhara brahmacharya toot hee jaye..
Lekin agar tum apne dincharya pe date rahe to ho sakta hai tum paar nikal jao.
Shree krishna ne kaha hai-
-> Man ke behkawe mai na , ish man ko apna daas bana le.
Man ko apna daas keval nirantarta(consistency) se hee banaya ja sakta hai..
*Jo niyamit vyayam(samay ka paband banayega) aur pranayam(Man pe kabu pana sikhayega) karenge, unhe ish tarah ke sawal nahi puchne padte.
Dhanyabaad🙏