Buri aadato ko chorna aasan nahi hota , ye keval tabhi kiya ja sakta hai jab aap uske sthan pe kuch achi aadato ko apnaye jo hai Brahmacharya ka palan krna. Ye aapki personal problem hai ,aap chaho to ishe chor do ya na bhi choro. Ishme faida aur nuksaan dono aapka hee hai. Aapke aas paas jo log braRead more
Buri aadato ko chorna aasan nahi hota , ye keval tabhi kiya ja sakta hai jab aap uske sthan pe kuch achi aadato ko apnaye jo hai Brahmacharya ka palan krna.
Ye aapki personal problem hai ,aap chaho to ishe chor do ya na bhi choro. Ishme faida aur nuksaan dono aapka hee hai.
Aapke aas paas jo log brahmacharya ka palan karenge wo asim safalta ko prapt karenge.
Aapne agar palan kiya to aap bhi unke barabar ke sthan pe hoge. Lekin agar nahi kiya ko aap ish awastha mai hoge ki khud ko kosenge ki jab Brahmacharya ke bare mai pata chal hee gaya tha to maine palan kyu nahi kiya.
Abhi samay hai aapke paas , ye sab chor de aur sahi raaste ko chune.
1 ghanta lagataar vyayam krne se jo mood fresh hota hai uska comparison koi aur activity nahi kar sakti.
Pahle istemal kare fir biswas kare.
🙏Dhanyabaad.
See less
Sone se pehle koi acchi kitab parle. For example, shlok from Gita or Krishna book of Srila Prabhupad. Stop mobile use 1 hour before sleep. Allow brain to relax. Do not watch TV or videos which are exciting.. The formula is simple- GIGO- GARBAGE IN, GARBAGE OUT JO ANDAR JAEGA WOHI NIKLEGA HARead more
Sone se pehle koi acchi kitab parle. For example, shlok from Gita or Krishna book of Srila Prabhupad. Stop mobile use 1 hour before sleep. Allow brain to relax. Do not watch TV or videos which are exciting.. The formula is simple- GIGO- GARBAGE IN, GARBAGE OUT JO ANDAR JAEGA WOHI NIKLEGA HARE KRISHNA
See less