Sign In


Forgot Password?

Don't have account, Sign Up Here

Forgot Password

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link and will create a new password via email.


Have an account? Sign In Now

You must login to ask a question.


Forgot Password?

Need An Account, Sign Up Here

You must login to ask a question.


Forgot Password?

Need An Account, Sign Up Here

Please briefly explain why you feel this question should be reported.

Please briefly explain why you feel this answer should be reported.

Please briefly explain why you feel this user should be reported.

Sign InSign Up

Brahmacharya App: Self-Control, Peace, and Success

Brahmacharya App: Self-Control, Peace, and Success Logo Brahmacharya App: Self-Control, Peace, and Success Logo

Brahmacharya App: Self-Control, Peace, and Success Navigation

  • Home
  • About Us
  • Blog
  • Contact Us

Mobile menu

Close
Ask a Question
  • Home
  • Add group
  • Groups page
  • Communities
  • Questions
    • New Questions
    • Trending Questions
    • Must read Questions
    • Hot Questions
  • Polls
  • Tags
  • Badges
  • Users
  • Help

Rohit_kumar

Pundit
Ask Rohit_kumar
192 Visits
4 Followers
5 Questions
  • About
  • Questions
  • Polls
  • Answers
  • Best Answers
  • Asked Questions
  • Groups
  • Joined Groups
  • Managed Groups
  1. Asked: December 26, 2024

    Kya Brahmacharya 30 Days me Effect Dikhata Hai?

    Rohit_kumar
    Rohit_kumar Pundit
    Replied to answer on December 26, 2024 at 11:41 am

    Bhai , kya likha hai aapne, wah! Khas kar ke wo pahle hafte wali baatЁЯШВ

    Bhai , kya likha hai aapne, wah!
    Khas kar ke wo pahle hafte wali baatЁЯШВ

    See less
    • 1
    • Share
      Share
      • Share on Facebook
      • Share on Twitter
      • Share on LinkedIn
      • Share on WhatsApp
  2. Asked: December 20, 2024In: рдЪреБрдиреМрддрд┐рдпрд╛рдБ рдФрд░ рд╕рдорд╛рдзрд╛рди

    Hastmaithun Kaise Chhode in 2025?

    Rohit_kumar
    Best Answer
    Rohit_kumar Pundit
    Added an answer on December 21, 2024 at 12:18 pm

    Buri aadato ko chorna aasan nahi hota , ye keval tabhi kiya ja sakta hai jab aap uske sthan pe kuch achi aadato ko apnaye jo hai Brahmacharya ka palan krna. Ye aapki personal problem hai ,aap chaho to ishe chor do ya na bhi choro. Ishme faida aur nuksaan dono aapka hee hai. Aapke aas paas jo log braRead more

    Buri aadato ko chorna aasan nahi hota , ye keval tabhi kiya ja sakta hai jab aap uske sthan pe kuch achi aadato ko apnaye jo hai Brahmacharya ka palan krna.

    Ye aapki personal problem hai ,aap chaho to ishe chor do ya na bhi choro. Ishme faida aur nuksaan dono aapka hee hai.
    Aapke aas paas jo log brahmacharya ka palan karenge wo asim safalta ko prapt karenge.
    Aapne agar palan kiya to aap bhi unke barabar ke sthan pe hoge. Lekin agar nahi kiya ko aap ish awastha mai hoge ki khud ko kosenge ki jab Brahmacharya ke bare mai pata chal hee gaya tha to maine palan kyu nahi kiya.

    Abhi samay hai aapke paas , ye sab chor de aur sahi raaste ko chune.

    1 ghanta lagataar vyayam krne se jo mood fresh hota hai uska comparison koi aur activity nahi kar sakti.

    Pahle istemal kare fir biswas kare.

    ЁЯЩПDhanyabaad.

    See less
    • 2
    • Share
      Share
      • Share on Facebook
      • Share on Twitter
      • Share on LinkedIn
      • Share on WhatsApp
  3. Asked: December 20, 2024In: рдЪреБрдиреМрддрд┐рдпрд╛рдБ рдФрд░ рд╕рдорд╛рдзрд╛рди

    Masturbation aur porn addiction ke permanent solution kya hain?

    Rohit_kumar
    Best Answer
    Rohit_kumar Pundit
    Added an answer on December 21, 2024 at 11:59 am

    Iska koi permanent solution nahi hai .Kuch solutions hai jo depend krte hai tumhare uper(Agar tumne nistha se palan kiya to jyada effective honge) 1. Tumhe koi aisa kaam(hobby,skill) dhundhna hoga jo tumhe itna priya ho ki, jab tum wo kaam kar rahe ho to tumhe puri duniya mai kya chal raha hai usseRead more

    Iska koi permanent solution nahi hai .Kuch solutions hai jo depend krte hai tumhare uper(Agar tumne nistha se palan kiya to jyada effective honge)

    1. Tumhe koi aisa kaam(hobby,skill) dhundhna hoga jo tumhe itna priya ho ki, jab tum wo kaam kar rahe ho to tumhe puri duniya mai kya chal raha hai usse koi matlab na rahe,
    Bas tum aur tumhara wo kaam.

    2. Galat kriya karna band kar do galat drisya dekhne ki lat khud hee khatam ho jayegi.

    3. Brahmacharya naas karne ke kya nuksaan hai inke baare mai kisi pustak mai padho.(waha likhe hue adhiktar baate tumse milti jilti likhi hongi) Jab tumhe apni durdasa ke baare mai pata lagega to tum khudko galat kriya se rok hee loge.

    4.Apna samay App blocker , ya kewyord blocker mai nast na kare, we tab tak hee kaam karenge jab tak aap sayyam se rahenge..(Jab apne brahmacharya naas karne ka soch liye hoga to ye bhi apko nahi rok payenge) Dincharya mai Pranayam ko samil kare aur Man pe kabu paye

    5.Khud ko challenge de aur challenge complete karne pe khud ko inaam dena na bhoole.

    6.Aisa dekha gaya hai ki jo log Kathor vyayam krte hai unhe ish tarah ki samsya ka samna nahi krna padta(Buri aadato).. Aur agar kisi ko in chijo kI Addiction hai , to wo pakka(100%) Physically inactive honge. Uski dincharya mai Aalas ka bahhot bara sthan hoga.

    7. Vyayam+pranayam=Nirogi jiwan.
    Sabhi buri aadato se mukti.

    8. Ram prasad bismil ki Atmakatha(Autobiography) jaroor padhe 100-200rs. Ki online kharid sakte hai.

    ЁЯЩПDhanyabaad.

    See less
    • 2
    • Share
      Share
      • Share on Facebook
      • Share on Twitter
      • Share on LinkedIn
      • Share on WhatsApp
  4. Asked: December 20, 2024In: рдЪреБрдиреМрддрд┐рдпрд╛рдБ рдФрд░ рд╕рдорд╛рдзрд╛рди

    Raat me dirty thoughts se kaise bache?

    Rohit_kumar
    Rohit_kumar Pundit
    Added an answer on December 21, 2024 at 5:03 am

    Aasan hai... Man mai vichar kab aate hai? *Jab hum khali baithe ho, kuch naa kar rahe ho tab.(Brahmacharya mai isliye kaha jata hai khudko vyast rakho) *Vichar galat aur sahi dono prakar ke ho sakte hai. Inse bachne ka ek matr upay hai "Naam Jap". Agar aapne pujya shree premanand maharaj ka koi ek bRead more

    Aasan hai…

    Man mai vichar kab aate hai?
    *Jab hum khali baithe ho, kuch naa kar rahe ho tab.(Brahmacharya mai isliye kaha jata hai khudko vyast rakho)
    *Vichar galat aur sahi dono prakar ke ho sakte hai.

    Inse bachne ka ek matr upay hai “Naam Jap”.

    Agar aapne pujya shree premanand maharaj ka koi ek bhi video dhyan se suna hoga to appne ish baat pe jaroor gaur kiya hoga ki we hamesa kahte hai “Naam jap karo” Jo naam apko priya ho jaroori nahi ki keval radha-radha.. Aap Ram-ram , krishna-krishna bhi jap sakte hai..

    Bas naam japo.
    vaigyanic dristi se yahi baat kahu to.
    Koi bhi kaam ya to likhna
    padhna ya bolna ye sabhi kaam krte waqt hamara pura dhyan usi karya pe hota hai jo hum kar rahe hai.

    Jab aap naam jap karenge to apka pura dhyan hotho pe hoga , man mai vichar aana band ho jayenge.

    Agar naam jab man mai bhi karenge to bhi vichar aana band honge ,
    Aap naam jab karte krte so jayenge aur kal ek naye din ki suruwat hogi.

    ЁЯЩПDhanyabad.

    See less
    • 1
    • Share
      Share
      • Share on Facebook
      • Share on Twitter
      • Share on LinkedIn
      • Share on WhatsApp
  5. Asked: December 19, 2024In: рдЪреБрдиреМрддрд┐рдпрд╛рдБ рдФрд░ рд╕рдорд╛рдзрд╛рди

    рдХрднреА-рдХрднреА рдмреНрд░рд╣реНрдордЪрд░реНрдп рдХреЗ рд░рд╛рд╕реНрддреЗ рдкрд░ рдЪрд▓рдиреЗ рдореЗрдВ рдЕрд╕рдорд░реНрдерддрд╛ рдорд╣рд╕реВрд╕ рд╣реЛрддреА рд╣реИ, рддреЛ рдРрд╕реЗ рд╕рдордп рдореЗрдВ рдХреНрдпрд╛ рдХрд░рдирд╛ рдЪрд╛рд╣рд┐рдП?

    Rohit_kumar
    Rohit_kumar Pundit
    Added an answer on December 20, 2024 at 3:30 am

    Kuch bhi ho lekin , apni dincharya mat chorna. Sabhi kaam apne nirdharit samay se karna kyu ki aaj tumhe asamrth mahsoos ho raha to kal ho sakta hai tumhara brahmacharya toot hee jaye.. Lekin agar tum apne dincharya pe date rahe to ho sakta hai tum paar nikal jao. Shree krishna ne kaha hai- -> MaRead more

    Kuch bhi ho lekin , apni dincharya mat chorna. Sabhi kaam apne nirdharit samay se karna kyu ki aaj tumhe asamrth mahsoos ho raha to kal ho sakta hai tumhara brahmacharya toot hee jaye..

    Lekin agar tum apne dincharya pe date rahe to ho sakta hai tum paar nikal jao.

    Shree krishna ne kaha hai-

    -> Man ke behkawe mai na , ish man ko apna daas bana le.

    Man ko apna daas keval nirantarta(consistency) se hee banaya ja sakta hai..

    *Jo niyamit vyayam(samay ka paband banayega) aur pranayam(Man pe kabu pana sikhayega) karenge, unhe ish tarah ke sawal nahi puchne padte.

    DhanyabaadЁЯЩП

    See less
    • 2
    • Share
      Share
      • Share on Facebook
      • Share on Twitter
      • Share on LinkedIn
      • Share on WhatsApp
  6. Asked: December 20, 2024In: рдЪреБрдиреМрддрд┐рдпрд╛рдБ рдФрд░ рд╕рдорд╛рдзрд╛рди

    рдмреНрд░рд╣реНрдордЪрд░реНрдп рдкрд╛рд▓рди рд╕реЗ рдкреНрд░рд╛рдкреНрдд рдКрд░реНрдЬрд╛ рдХреЛ рд╕рд╣реА рджрд┐рд╢рд╛ рдХреИрд╕реЗ рджреЗ ? (рдКрд░реНрдЬрд╛) рдЗрд╕реЗ рдЕрдкрдиреА рдкрдврд╛рдЗ рдореЗ рдХреИрд╕реЗ рд▓рдЧрд╛рдЙ ?

    Rohit_kumar
    Rohit_kumar Pundit
    Replied to answer on December 20, 2024 at 2:30 am

    Kya Brahmacharya mai cahi pee sakte hai? Aapne uper likha hai chai , green tea le sakte hai..

    Kya Brahmacharya mai cahi pee sakte hai? Aapne uper likha hai chai , green tea le sakte hai..

    See less
    • 0
    • Share
      Share
      • Share on Facebook
      • Share on Twitter
      • Share on LinkedIn
      • Share on WhatsApp
  7. Asked: December 19, 2024In: рдмреНрд░рд╣реНрдордЪрд░реНрдп рдФрд░ рдЖрдзреБрдирд┐рдХ рдЬреАрд╡рди (Brahmacharya in Modern Life)

    рд╕рд░реНрджреА рдХреЗ рдореМрд╕рдо рдореЗ рджрд┐рдирдЪрд░реНрдпрд╛ рдХреИрд╕реА рд╣реЛрдиреА рдЪрд╛рд╣реАрдП ? рдХрд┐рддрд╛рдмреА рдмрд╛рддреЗ рдирд╛ рдмрддрд╛рдП (Modern lifestyle рдХреЛ рдзреНрдпрд╛рди рдореЗ рд░рдЦреЗред)

    Rohit_kumar
    Rohit_kumar Pundit
    Replied to answer on December 19, 2024 at 12:16 pm

    Maine kitabi gyan dene se mana kiya tha sayad , isliye sayad aapne A.I Generated text thama diya.. Ye sab jankar mai kya karunga , is se acha to app apni hee dincharya bata dete , jiska aap abhi palan kr rahe hai.

    Maine kitabi gyan dene se mana kiya tha sayad , isliye sayad aapne A.I Generated text thama diya..
    Ye sab jankar mai kya karunga , is se acha to app apni hee dincharya bata dete , jiska aap abhi palan kr rahe hai.

    See less
    • 1
    • Share
      Share
      • Share on Facebook
      • Share on Twitter
      • Share on LinkedIn
      • Share on WhatsApp
  8. Asked: December 19, 2024In: рдмреНрд░рд╣реНрдордЪрд░реНрдп рдХрд╛ рдкрд░рд┐рдЪрдп

    рдмреНрд░рд╣реНрдордЪрд░реНрдп рдФрд░ рдЕрдзреНрдпрд╛рддреНрдо рдХрд╛ рдХреНрдпрд╛ рд╕рдореНрдмрдиреНрдз рд╣реИ?

    Rohit_kumar
    Rohit_kumar Pundit
    Added an answer on December 19, 2024 at 9:15 am

    Sidha sa sambandh hai! Jo Adhyatmik hoga uska brahmacharya lamba chalega, wo khudko ishwar ke prati samarpit kar dega jisse uske paas na to , uul-jalool sochne ka samay hoga aur na hee galat kriya mai sammilit hone ka. Jitne bhi logo ko suru suru mai brahmacharya ke bare mai pata chalta unme se adhiRead more

    Sidha sa sambandh hai!
    Jo Adhyatmik hoga uska brahmacharya lamba chalega, wo khudko ishwar ke prati samarpit kar dega jisse uske paas na to , uul-jalool sochne ka samay hoga aur na hee galat kriya mai sammilit hone ka.

    Jitne bhi logo ko suru suru mai brahmacharya ke bare mai pata chalta unme se adhiktar log aadhyatmik nahi hai( ishi karan galat kriya unpe haavi ho jati hai aur apna sarir nast kar baithte hai.)

    Fir sochte hai ki Brahmacharya ka palan kar mai sab theek kr loonga , isi soch ke karan unka brahmacharya keval kuch dino ya mahino mai fir nast ho jata hai.

    Mai apna anuvaw batau to , adhaytmik banane ke sabse aasan tarika hai subah nahane ke baad surya devta ko jal arpan karo aur apne ghar ke mandir mai ek deepak aur agarbatti jaroor jalao [Agarbatti ki sugandh mai wo jadoo hai jo apko positivity se bhar degi ] . kisi sugandh(Agarbatti) ke sath agar dhyan lagane ki kosis ki jaye to dhyan saralta se lag jata hai.

    Aadhyatmik bano-> Naam jap karo-> Bure bicharo se mukti pao-> Brahnacharya ko safal banao.

     

    DhanyabadЁЯЩП

    See less
    • 1
    • Share
      Share
      • Share on Facebook
      • Share on Twitter
      • Share on LinkedIn
      • Share on WhatsApp
1 2

Sidebar

Ask A Question

Stats

  • Questions 53
  • Answers 117
  • Best Answers 18
  • Groups 4
  • Popular
  • Answers
  • Vishnu Gupta

    рдЖрдк рдмреНрд░рд╣реНрдордЪрд░реНрдп рд░рд╣рдиреЗ рдХреЗ рд▓рд┐рдП рд╕реБрдмрд╣ рдХреМрди рдХреМрди рд╕реЗ рдпреЛрдЧрд╛рднреНрдпрд╛рд╕ ...

    • 12 Answers
  • Vishnu Gupta

    рдмреНрд░рд╣реНрдордЪрд░реНрдп рдФрд░ рдЕрдзреНрдпрд╛рддреНрдо рдХрд┐рд╕ рдкреНрд░рдХрд╛рд░ рдПрдХ рджреВрд╕рд░реЗ рд╕реЗ рд╕рдореНрдмрдиреНрдзрд┐рдд рд╣реИрдВ?, ...

    • 10 Answers
  • Vishnu Gupta

    рдмреНрд░рд╣реНрдордЪрд░реНрдп рдиреЛ рдлреИрдк рд╕реЗ рдХрд┐рд╕ рдкреНрд░рдХрд╛рд░ рдЕрд▓рдЧ рд╣реИ?, рдХреНрдпрд╛ рдиреЛ ...

    • 9 Answers
  • Ranjan Ghosh
    Ranjan Ghosh added an answer Adhyatma aur naam jap ke Bina Brahmacharya sambhar nahin hain...Aaj… April 29, 2025 at 11:59 am
  • Santos kumar
    Santos kumar added an answer Bro bahut hi galat hai isko aasani se khatm kar… February 5, 2025 at 2:41 am
  • JeetBhakat
    JeetBhakat added an answer рднрд╛рдЧрд╡рдд рдЧреАрддрд╛ рдХреЗ рджреВрд╕рд░реЗ рдЕрдзреНрдпрд╛рдп рд╕реЗ рд╣рдореЗрдВ рдпреЗ рд╕реАрдЦ рдорд┐рд▓рддреА… January 14, 2025 at 3:24 pm

Top Members

shailendrapedia

shailendrapedia

  • 0 Questions
  • 311 Points
Contributor
Vishnu Gupta

Vishnu Gupta

  • 11 Questions
  • 225 Points
Yogi
Ranjan

Ranjan

  • 0 Questions
  • 186 Points
Acharya
Rohit_kumar

Rohit_kumar

  • 5 Questions
  • 100 Points
Pundit
Anoop

Anoop

  • 0 Questions
  • 46 Points
Vidyarthi (Scholar)

Trending Tags

bad habits Brahmacharya brahmacharya challenge Brahmacharya Practice brahmcharya hastmaithun marriage life masterbation kaise chode netra ka brahmcharya kaise palan karen ?? question shaillendrapedia social media solution

Explore

  • Home
  • Add group
  • Groups page
  • Communities
  • Questions
    • New Questions
    • Trending Questions
    • Must read Questions
    • Hot Questions
  • Polls
  • Tags
  • Badges
  • Users
  • Help

Footer

Important Pages

  • Home
  • Privacy Policy
  • Terms and Conditions
  • Shipping Policy
  • Return/ Refund Policy
  • App Content Copyright
  • About Us

© 2025 brahmacharya.in All Rights Reserved
With Love by shailendrapedia