Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link and will create a new password via email.
Please briefly explain why you feel this question should be reported.
Please briefly explain why you feel this answer should be reported.
Please briefly explain why you feel this user should be reported.
ब्रह्मचर्य का पालन करने से क्या लाभ होते हैं?
1.khud ki pehchan 2.mann ki shanti 3.khud pe viswas 4.chinta mukt 5.khud mai sanyam 6.khud ki vikash 7.ahankar,lobh,moh,maya se mukti 8.gyan ka vikash 9.Ache sanskar 10.Acha aur healthy life Bramhacharya se ek acha aur swasth jiwan ki prapti hoti hai Isme hum khud ko aur dusro ko ache se jantRead more
1.khud ki pehchan
2.mann ki shanti
3.khud pe viswas
4.chinta mukt
5.khud mai sanyam
6.khud ki vikash
7.ahankar,lobh,moh,maya se mukti
8.gyan ka vikash
9.Ache sanskar
10.Acha aur healthy life
Bramhacharya se ek acha aur swasth jiwan ki prapti hoti hai
Isme hum khud ko aur dusro ko ache se jante aur samjhte hain
Ye humare Gyan ko badhata hai aur hume ache sanskar sikhta hai
Jisse hume apne life mai help hoti hai aur humm kisi pe nivar nhi rehte
Radhe Radhe 🙏🏻
ब्रह्मचर्य का पालन करने के लिए किन आदतों को अपनाना चाहिए?
1.subha uthna 2.apna karm karna 3.dusro se na jalna 4.khud ki prasansa na karna 5.apni indriyon ko kabu mai rakhna 6.kuch Galt karya ko support na karna 7.kiskiki ninda na karna 8.khud ko majbut banana 9.kisibhi paristiti ka hass ke samna karna 10.khud sukh rahena dusro ko khus rahene dena
1.subha uthna
2.apna karm karna
3.dusro se na jalna
4.khud ki prasansa na karna
5.apni indriyon ko kabu mai rakhna
6.kuch Galt karya ko support na karna
7.kiskiki ninda na karna
8.khud ko majbut banana
9.kisibhi paristiti ka hass ke samna karna
10.khud sukh rahena dusro ko khus rahene dena
See lessब्रह्मचर्य और योग का क्या संबंध है?
Bramhacharya aur yog prachin kall se prachalit hain Ye dono ek dusre se bhale hi alag sunai dete hain lakin ye ek hi hain Yog ke bina bramhacharya aur bramhacharya ke bina yog ka koi mulya nhi hai Yog aur bramhacharya se sarir majbut banta hai aur mann ko santi milti hai
Bramhacharya aur yog prachin kall se prachalit hain Ye dono ek dusre se bhale hi alag sunai dete hain lakin ye ek hi hain Yog ke bina bramhacharya aur bramhacharya ke bina yog ka koi mulya nhi hai Yog aur bramhacharya se sarir majbut banta hai aur mann ko santi milti hai