Ye kabhi kabhi toilet bhot tej aati h aur lgta h ki rule gi nhi aur kabhi kabhi pahuch te pahuch te choot jati h , iska kya ilaj hoga ?
Ye kabhi kabhi toilet bhot tej aati h aur lgta h ki rule gi nhi aur kabhi kabhi pahuch te pahuch te choot jati h , iska kya ilaj hoga ?
Share
Bahoot hee dayaneey stithi mai pahuch chuke hai aap..
Kya aisi sthithi mai aap khudko “yuva” kah payenge.? Uttar hai “Nahi”
Mai aisa kyu bol raha hu?
Ans- Aap jo bata rahe hai, uska saamna sabhi ko krna padega ish jivan mai, lekin uski bhi ek umra(age) hai(60-65 saal se jyada umra ke logo ko ye dikkat aati hai)
Kyuki Unka “Manspesiya samay ke sath kamjor jo jaati hai”
Ye dikkat aapko kyu ho rahi hai?
Iske kayi kaaran ho sakte hai-
1) Aapne had se jyada galat kriyaye
ki hai.
2) Aap physical activity(exercise)
nahi karte.
3) Aap Pranayam bhi nahi krte.
4) Aap adiktar samay baithe hee
rahte hai , ya lete rahte hai.
5) Aapke purane karmo ka fal mil
raha hai aapko.
Iska kya ilaj hai?
1) Pahli baat to ye hai ki , kabhi bhi mutra ya sauch ko rokne ki kosis nahi krni hai , veeg agar dhere bhi ho to bhi jaroor halka ho le.
2) Subah ke samay vyayam jaroor kare , khas kar ke Dand-baithak , aur pranayam. Isse aapki Manspesiyo ko bal milega.
3) Din mai khub pani piye, raat jo kam piye taki raat ko jyada dikkat na ho.
Dhyan rakhe !!!
– Mai koi Doctor nahi hu, Mai Biology ka student hu, apne gyan ke aadhar pe mai aapko ye bate bata raha hoon.
– Vyayam aur pranayam se 99.9% laabh milega.
– Agar ke samasya Aapko 2-3 Mahine se jyada se hai to aapko, turant doctor ko dikhana chahiye !!!
– Purusho mai ye samasya “prostrate gland” se juri hoti hai. (Prostrate gland cancer , prostrate gland ka aakar badhna) .Risk na le! Doctor se jaroor dikha le!!!
🙏 Dhanyabaad.