Raat me dirty thoughts se kaise bache?
Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link and will create a new password via email.
Please briefly explain why you feel this question should be reported.
Please briefly explain why you feel this answer should be reported.
Please briefly explain why you feel this user should be reported.
Aasan hai…
Man mai vichar kab aate hai?
*Jab hum khali baithe ho, kuch naa kar rahe ho tab.(Brahmacharya mai isliye kaha jata hai khudko vyast rakho)
*Vichar galat aur sahi dono prakar ke ho sakte hai.
Inse bachne ka ek matr upay hai “Naam Jap”.
Agar aapne pujya shree premanand maharaj ka koi ek bhi video dhyan se suna hoga to appne ish baat pe jaroor gaur kiya hoga ki we hamesa kahte hai “Naam jap karo” Jo naam apko priya ho jaroori nahi ki keval radha-radha.. Aap Ram-ram , krishna-krishna bhi jap sakte hai..
Bas naam japo.
vaigyanic dristi se yahi baat kahu to.
Koi bhi kaam ya to likhna
padhna ya bolna ye sabhi kaam krte waqt hamara pura dhyan usi karya pe hota hai jo hum kar rahe hai.
Jab aap naam jap karenge to apka pura dhyan hotho pe hoga , man mai vichar aana band ho jayenge.
Agar naam jab man mai bhi karenge to bhi vichar aana band honge ,
Aap naam jab karte krte so jayenge aur kal ek naye din ki suruwat hogi.
🙏Dhanyabad.
Sone se pehle koi acchi kitab parle. For example, shlok from Gita or Krishna book of Srila Prabhupad. Stop mobile use 1 hour before sleep. Allow brain to relax. Do not watch TV or videos which are exciting.. The formula is simple- GIGO- GARBAGE IN, GARBAGE OUT JO ANDAR JAEGA WOHI NIKLEGA HARE KRISHNA